Assalamualaikum Warehmatullahi Wabarkatahu
What is the du'aa to be recited for protection from evil eye
أُعِيذُكُمَا بِكَلِمَاتِ اللهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ شَيْطَانٍ ، وَهَامَّةٍ ، وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لَامَّةٍ
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Tahajjud ki fazilat
Rasool Allah صلى الله عليه وسلم ne farmaya Qayam Lail yani tahajjud ka ehtemaam kiya karo, kyun ki tum se pehle saliheen ka yehi tareeqa hai aur raat ka khayam yani tahajjud Allah se qhareeb nazdeek hone ka gunahon se durr hone ka aur buraiyon k mitne aur bimariyon k jism se durr bhagane ka ek zarya hai.
Sahih Ibn Khuzaima 1135
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Aise kaam jisko karne se insaan jannat mey chala jayega
Hazrath Abu Huraira Radi Allahu Tala Anhu se riwayat hai ek Arabi Rasool Allah صلى الله عليه وسلم k paas aya aur kehne laga Ya Rasool Allah صلى الله عليه وسلم mujhko koi aisa kaam bataye jisko karne se jannat mey chala jaon. Aap صلى الله عليه وسلم ne farmaya woh kaam yeh hai ki tu Allah Ta’ala k sath kisi ko sharik na kar, aur namaz ko qayam kar, aur farz Zakat ko ada kar,aur ramazan k roze rakh. Woh shakhs bola Qasam jis k haaton mey meri jaan hai mai na us se zyada karunga aur na ka
No comments:
Post a Comment